PURZA LYRICS | Arijit Singh – Akira

Purza lyrics from Akira (Hindi)Song: Purza
Singer: Arijit Singh
Lyrics: Manoj Muntashir
Music: Vishal-Shekhar
Movie: Akira (2016)
Starring: Sonakshi Sinha

Main Purza Tera Lyrics

Ik rishta hai uss rishte ka
Main naam jaanu na
Ik rasta hai uss raste ka
Anjaam jaanu na

Bas itna hi hai pata
Ke ho gayi hai khata
Main khud ka na raha

Main purza purza tera
Main purza purza tera
Na adha pauna tera
Main poora poora tera (x2)

Main bhi adha khoya sa hun
Tu bhi adhi khoyi si
Kya pata ke poore ho jaaye
Hum mil ke ik dooje se

Thodi thodi mujhko tu hai
Ho gayi zaroori si
Kya pata ke poore ho jaaye
Hum mil ke yun

Shikwa hai rab se zara
Jab se hua tu mera
Main khud ka na raha

Main purza purza tera
Main purza purza tera
Na adha pauna tera
Main poora poora tera

Dil ke band darwazon ko
Khatkhata ke dekha hai
Koi bhi nahi iss ghar mein
Kamra kamra tu hi tu hai

Khidkiyon se mann ki jhakein
Sham si teri ankhein
Ab kahaan main baaki mujhmein
Bas tu hi tu hai

Kaisa nasha sa hai ye
Kaisa tamasha hai ye
Main khud ka na raha

Main purza purza tera
Main purza purza tera
Na adha pauna tera
Main poora poora tera

Tera oh.. poora tera oh..
Purza purza tera
Purza purza tera ho oh..

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *